Showing posts with label family. Show all posts
Showing posts with label family. Show all posts

Friday, April 17, 2020

haunted cottage




Haunted cottage

                        Horror story
Horror Story | Netflix






new horror story-Horror Story | NetflixYeh ek 15 saal bache ki kahani hai jiska naam tha akash jo apni family ke saath hasi khusi rahta tha. akash ek amir ghar ka ladka tha jo apni maa baap ka ek louta beta tha . uski maa bapa ne use dunia ki har khusi de rakhi thi ,or bo bhi apni mata pita ko bhout pyar karta tha . per ek hi raat main akash ki jindegi main itni badi badla aayega ye kabhi socha nehi tha.  Uss raat akash ke mata pita usse apni dost ki birth day party se receive karne car pre Aarahe the ki acchanak unki car ke front pe ek ladki aageya,car ki speed itni thi ki location main hi 3 ki mout hogaya. Akash ye khabar sun kar behal hogya ,maa baap ke jane ke baad akash ab iss dunia main akela pad gaya tha, sibbha ek dur ke cha cha or chachi ke uss ke iss dunia main ab koi nehi tha.
Uske cha cha or cha chi bhout naram dil ke the ,unki koi santan nehi that oh bo akash ko apne saath apne ghar le gaye. Akash un dino bhout udash raha karta tha , toh bo unke saath jane ka decision kiya ,uski   cha cha or cha chi bhout garid the or unka ghar ek sunshan area pe tha akash bo bo area kaphi darr lagta tha ,bo apni cha cha or cha chi ke saath ho kar bhi khud ko akela mehsus karta tha, or apne mare hue mata pita ko pal pal yad karta tha , par uska cha cha or cha chi akash ko bhout sara pyar de kar akash ko jindegi ki taraf la ne kiliye koshis kar rehe the .
new horror story-Horror Story | Netflix
Bo har taraf se uske mood change karne kiliye koshis kar rahe the, taki bo iss sadme se bhar nikal sake,ye unka pyar or mohabat ka ussar tha ki akash jindegi ki taraf Aane laga bo phir se khus rehna sikha  , phir ek raat akash ke saath yesa hua ki jis se uski rooh ko hila dia.us raat akash ki khidki (window) khula tha ki use koi raat ke andher main khidki ke samne akash …..akash bula raha tha , bo bhout darr gaya or darr ke mare kamp raha tha , bo dhire dhire khidki pe pass jane laga ….koi hai… koi hai pucha toh koi nehi tha or khidki band kar ke bo sogaya .
new horror story-Horror Story | Netflix
Agala din bo apni cha cha or cha chi se ye sari baat batayi lekin unhone uski baat par yekin nehi kiya ,or use samjhaya ki bo loog kai dino se iss area pe rehhe hain per unko toh koi nehi dikha kabhi,ye ek bhout safe area hai sab uska galat phemi hoga or kuch nehi. Next day jab akash ne raat ko sone ki koshis kar raha that oh raat ki khamosi ne usko uski room main kisiki chal ne ki aabawz suni, bo darr gaya usko kuch nazar nehi aaraha tha ,kyun ki room main bhout andhera tha. Akash ne pucha chachi app hain kya…uske samne bo ladki thi jo ki puri tarah darabani thi…bo behos hogaya.

Agle din ye sari baat bo apni cha cha or cha chi ko bola bo darr gaya use ye halat main dekh kar, or use jaldi se hospital le gaya ,uske baaad bo kai sare raat darr darr ke soya hai.bo apne akhe band kare toh bo dar ne lag ta tha ki bo aurat(stree) uske samne na aajaye.uski halat din bhar din bigad rahi thi, usne pehle ki tarah hasna bolna puri tarah band kar di thi . bo apni cha cha or cha chi ko bataya ki bo jab apni ankhe band karti hai toh bo bhaya nak aurat ki awaz use raat bhar sone nehi deti .uski chachi ab uska jyada dhyan dene lagi per uska halat or bhi bigati jarahai thi.

new horror story-Horror Story | NetflixEk raat uske chacha ki halat bhout jyada kharap hogaya tha , ki uski cha chi ko unhe jaldi hospital le na pada, unhone akash ko disturb nehi kiya kyun ki unhe pata tha ek baar ye uth gaya toh ye puri raat ko so nehi payega toh unhone use room main he lock kar ke chalegaye . akash car ki sound pe uth gaya or apni chachi ko bulane laga…cha chi …cha cha akash ko ab pata lag gaya tha ki bo ghar pe pua akela hai bo or bhi darr ne laga ,usse yekin tha ki bo bhayanak aurat kisibhi pal uske samne asakti hai or uske upre hamla kar degi or usse bacha nab ala koi nehi goga. Ye soch soch kar uska dimag ki halat or bhi kharap hone laga .or bo pagal ki tarah uski medicine ko dhund ne laga.bo pure room main apne medicine ko dhunda per kahi nehi mila, bo sochne lagi sayad uski chachi ne apni room main rakha hoga.

Bo darr ke mare cha chi ki room ki taraf dhire dhire jane laga , dorr khola toh puri room sunshan thi cha chi ki room, bo cha chi ki  almari ko khula toh dekha ek ghost mask, bo heran tha ab sab kuch uske samne tha bo samaj gaya ki bo uski cha cha or cha chi hi the jo usse pagal ki taraf le ke jaa rahe the, har raat ek ye mask ko penkaruse dara te the taki bo asal me pagal ho jae, toh akash ko mental hospital bhej diya jaeor uski maa baap ki sare propority unke naam ho jae. Agar uss raat akash ko bo mask nehi mila hota toh uski makar cha cha or cha chi apne maksad main puri ho jate. Uske baad akash ne bog har turant chod diya or police ki madad liya or uski makar cha cha or cha chi ko jail bhej diya.

Thursday, April 9, 2020




          21’DAYS LUCK DOWN




tik tok-viral video-coronavirus

21 din lack down india baap re … kaise katega itna din , sar chakar Aara hai  Siddath ko , ghar mein itna din insaan pagal ho jayega yese soch soch kar bo so gaya siddath, acchanak nind tut gaya siddath ka ,bo office mein hai office mein jyada kaam ,maa pita-ji call kar rahe hain gaon jane kiliye lekin kaam ka pressure jyada hai.
tik tok-viral video-coronavirus
Bachon ka exam chal raha hai ,office main chuti nehi hai march ka mahina office main phursat hi nehi hai ,upre se road ka jo haal face par rumal nehi dalo toh halat kharap ho jati hai ,kabhi kabhi raat 11 baj jati hai kaam khatam kar keg har jate hue.
tik tok-viral video-coronavirus
maa pita-ji ke saat bhi thik se baat nehi ho parehi hai ,bo call karne ke time par main meeting ya koi kaam main busy rahta hun, bo ab gaon main hain agar paas main hote toh phir bhi thik se baat nehi ho pati .ghar aate aate aadhi raat ho jati hai or biwi bhi ghusa karti hai ki main bachon ko time nehi de pati .

Bachon kehete honge papa aap kabhi bhi ghar par nehi rehte ho, hamare saath carrom ya ludo nehi khelte ho. Meri wife ki baat bhi same hai bob hi office jati hai ,ghar ka sara kaam karti hai bachon ko padhata hai kisike saath baat karne kiliye bhi uske paas time nehi hai.hum duno itna busy hote hain ki khud ko time nehi de pate, kaphi din hogaya hum duno saath main tv nehi dekha hai ,khana kane koi restaurant nehi gaye, dil khol ke baat nehi kiye.
tik tok-viral video-coronavirus
Sunday ko bhi sone kiliye time nehi hai , subhe bachon ko dance class /karate class ,uske baad market se fish ya chicken le ke aao, or aaj Sunday hai ye soch soch kar Sunday kab khatam ho jati hai ye pata nehi chalta .
Diary main aadhi story likha pada hai ,bookfare se kharida hua kai sare book ki pehla pana bhi abhi tak khula nehi hai, wife ka bhi subhay yoga karne ka iccha hai ,youtube par beauty tips channel khol ne ka iccha hai,per samaya hi nehi hai . bhout din hogaya ghar ka saaf safai karna hai,apne bachon ko apni bachpan ki sare baat batani hai, apne releative ke sath phone pe baat karne ka iccha hai , kabhi kabhi akela rehne ka iccha hoti khula asman or sitar ke saath akela rehana ka iccha hai .room band kar ke dance karne ka iccha hai,lekin koi bhi kaam karne kiliye mere paas samaya nehi hain .lag ta hai ki kaam or paisa ke picche jate jate main khud ed machine bangaya hun .facebook, instagram,youtube,what's app ,or tik-tok ye sab social media mereliye jaise ek unjan dunia hai.

tik tok-viral video-coronavirusYe soch soch kar siddath ka nind khol gaya , ohhh ab tak jo main dekh raha tha bo ek sapna tha lekin soch bhi tha, jindegi such ek rang hin hogaya hai, naa… ab nehi ye sapna sach karne kiliye mere paas ab 21 din hai, phir future main ye chuti ek dream ban jayegi,jitna bolne phar bhi ye chuti phir se nehi milegi ; it’s like a dream, a god gift apno ko samaya dena ka ye ek sahi samaya hai  ye samaya hai khud ko dene ka, life ko refresh karna ko,life ko dil khol kar jeene ka ye 21 days lock down jaise ek opportunity hai dream pura karne kiliye,siddath ne socha ab jeaunga apne kiliye or apne family kiliye.
tik tok-viral video 
Jindegi har kisiko baar baar mauka nehi deta jineka , ab jilo yaro  kyun  ki jindegi na milega dubara.

Friday, February 7, 2020

ek vaada poora karna


Ek vaada poora karana
                                                                Love stories

SAD LOVE STORY - Your Story Club



Shuruaat se hee ladakee ke parivaar ke sadasy ladake ke saath usake rishte se asahamat hain. yah kahate hue ki paarivaarik prshthabhoomi ke kaaran, yadi vah ladake ke saath rahane ka aagrah karatee hai, to vah apane poore jeevanakaal ke lie peedit hogee.

parivaar ke sadasyon dvaara lagae gae dabaav ke kaaran vah aksar usase jhagada karatee thee. ladakee ladake se pyaar karatee hai, vah usase poochhatee thee, "tum mujhase kitana pyaar karate ho?" kyonki ladaka shabdon se achchha nahin hai, vah use gussa dilaata tha. apane maata-pita kee atirikt tippanee se usaka mood aur bhee kharaab ho jaata hai. ladaka, usaka "gussa jaaree lakshy" ban gaya hai. aur ladaka, bas chupachaap use us par apana gussa jaaree karane kee anumati dee.
baad mein, ladake ne vishvavidyaalay se snaatak kiya. vah videsh mein adhyayan karane kee yojana bana raha hai lekin usake jaane se pahale. usane ladakee ko prastaav diya ... "main achchha shabd nahin jaanata, lekin mujhe pata hai ki, main tumase pyaar karata hoon. yadi aap sahamat hain, to main aapakee dekhabhaal karane ke lie taiyaar hoon, pooree jindagee. aapake parivaar ke sadasyon ke baare mein, main unhen samajhaane aur ham par sahamat hone ke lie kadee mehanat karoonga. ”

"mujhase shaadee karogee?", ladakee maan gaee.

SAD LOVE STORY - Your Story Club

aur usake maata-pita, ladake dvaara dikhae gae prayaas ko dekhakar, unase sahamat hue. ant mein, ladake kee dekharekh karane se pahale, ve lage hue hain. ladakee vaapas grhanagar mein rahatee hai, kaam karane vaale samaaj mein kadam rakhatee hai, jahaan ladaka apanee padhaee ka kaam jaaree rakhata hai. unhonne teleephon aur patron ke maadhyam se apane rishte ko banae rakha. haalaanki samay ka saath milana mushkil hai, lekin donon ne kabhee haar nahin maanee.

ek din, ladakee bas stop ke lie apane raaste par hamesha kee tarah kaam ke lie ghar se nikal gaee, ek kaar ne niyantran kho diya aur use neeche gira diya. jaise-jaise vah behoshee se jaagatee hai, usane apane maata-pita ko dekha aur mahasoos kiya ki vah kitanee gambheer roop se aahat ho gaee hai aur vah kitana bhaagyashaalee hai, maare jaane ke lie nahin.
apane maata-pita ko dekhate hue, unake aansoo unake aansoo se bheeg gae, usane unhen tasallee dene kee koshish kee. lekin phir, use pata chala ki vah ek shabd bhee nahin bol sakatee hai, usane kuchh aavaaj karane kee pooree koshish kee, lekin vah jo kuchh bhee prabandhit karatee hai, vah bina kisee aavaaj ke saans lena tha. vah mook hai. doktar ke anusaar, chot ke kaaran usake mastishk par asar pada aur isase vah jeevan bhar mookadarshak banee rahee. apane maata-pita kee baat sunakar vah raajee ho gaya, lekin ek bhee shabd ke saath javaab nahin de saka, ladakee dhah gaee. din bhar, doosaron ko chupachaap rone se, phir bhee yah ro raha hai.

SAD LOVE STORY - Your Story Club

baad mein ladakee ko aspataal se chhuttee de dee gaee. apane ghar lautakar, sab kuchh pahale jaisa hee hai. sivaay isake ki phon kee angoothee, usakee sabase kharaab duhsvapn mein badal gaee hai. ring ke baad ring, lagaataar use uttejit karana, usake dard ko uttejit karana lekin vah ladake ko nahin bata sakatee. vah usake lie bojh nahin banana chaahatee hai, aur use ek patr likha hai jisamen usane kaha hai ki vah ab intajaar nahin karana chaahatee, unake beech sambandh samaapt ho gaya, aur yahaan tak ​​ki usane sagaee kee angoothee bhee lauta dee. ladake se patr aur teleephon ka saamana karana, vah sab kar sakata hai, usakee aankhon se aansoo girane kee anumati hai.
usake pita ne hilane ka phaisala kiya, jise dekhane ke baad use dard ho raha hai. ummeed hai ki vah sab kuchh bhool sakatee hai aur ek nae vaataavaran mein khush ho sakatee hai, ladakee ne seekhana shuroo kar diya, dheere-dheere sain laingvej uthaakar phir se shuroo kiya. saath hee khud ko ladake ko bhoolane ke lie kah raha hai.

SAD LOVE STORY - Your Story Clubek din, usaka sabase achchha dost use bataata hai ki ladake kee peeth hai. vah usake chaaron or khoj raha hai, usane apane sabase achchhe dost se usake baare mein na bataane ke lie kaha aur use use bhoolane ke lie kahane ke lie kaha. usake baad ek saal se adhik samay tak ladake kee koee khabar nahin thee. ek din usaka sabase achchha dost use bataata hai, ki ladaka jald hee shaadee kar raha hai, aur usake paas shaadee ka kaard hai. usane dukh ke saath kaard khola, lekin usane apana naam kaard par paaya.

jis kshan vah apane sabase achchhe dost se poochhana chaahatee hai, vah ladaka usake saamane dikhaee deta hai. ek aparichit saanketik bhaasha ke saath, usane usase kaha “mainne ek varsh se adhik ka samay bitaaya hai, apane aap ko saanketik bhaasha seekhane ke lie majaboor karane ke lie, aapako bataane ke lie, main apana vaada nahin bhoola, mujhe ek avasar deejie, mujhe apanee aavaaj banane deejie. main jindegi bhar apko pyar karunga.

Indian Polity - For Civil Services and Other State Examinations | 6th Edition Paperback – 27 December 2019

  Add caption The book "Indian Polity", 6th edition is a m ust-read for the asirants appearing for the Civil Services Examinations...